Posted by
admin on Mar 12, 2010 in
Urdu Shayari |
1 comment
Milta tha wo shaks kabhi pal pal ke farak se, Rafta rafta ye farak saaloon main aagaya, Phir hua k aankh k aansoon nikal pare, Chehra kabhi jo us ka khayaloon main agaya.
Gardish k baad zaat ka mehwar mila mughy, Jis se nikal gaya tha wohi ghar mila mughy.
Zar’re k aik juz se khula...