Dil Hi Dil Mein,Unhe Chahte Hai,
Dil Hi Dil Mein,Unhe Pyaar Karte Hai,
Mushkil Hai Unka Raah Se Guzarna,
Fir Bhi Har Mod Pe,Unka Intezaar Karte Hai
Ishq wich bhijna koi khel nahi hunda
bina bhijeya rooha da mail nahi hunda
mail ho je ta eh juda nahi hunda
ishq rab hai ishq da koi khuda nahi hunda
Jindgi Ki Dhoop Se Bachne Ki Liye Pyaar Ki Chhaav Se Ladey,
Nigah Jab Sabki Ek Si Phir Kis Talaash Me Chale,
Pyaar Jab Pyaar Hai, Phir Kis Ki Haan Ka Intzaar Hai,
Maana Ess Se Bach Paana Mushkil, Phir Q Tardpta Til-Til,
Pyaar To Jindagi Ka Afsana Hai ,
Iska Apna Hi Ek Tarana Hai ,
Pata Hai Sabko Milenge Sirf Aansu ,
Par Na Jaane Duniya Me Har Koi Kyu Iska Diwana Hai …
Ho nahi sakti ki mujhe aapki yaad naa aaye,
Bhul se bhi aapko Bhulane ka ehsaas naa aaye,
AAp bhule to aapki marzi
Hum bhule to Agli Saans naa aaye !!!
Mat pee sharab galib masjid mein baith kar
Ek hi botal hai, kahin khuda na mang le
Kyon Tum Mujhe Itna Yaad Kiya Karte Ho,
Mare Hue Ko Maut Ki Saja Diya Karte Ho,
Kash, Dilbar Dil Se Itna Door Na Hota,
Ro-Ro Ke Hamara Ye Haal Na Hua Hota.
Yeh tera chehra hai yaa kele kaa chhilka
Jo dekha to dil phisal gaya.
Na pyar Na yar Na mohabbat Yaron,
Modern DevDas ki baat maano yaron !!
Na to Chandra Mukhi aur na hi Paaro,
Har Ladki ko Line maaro yaaro !!!
Teray husn ki kya taarif karoo, tera bander jaisa hai moo
Teri zulfo ki kya taarif karoo, teray ek ek baal pe hai joo
Related posts: