Geeta mein likha hai?
are yaar yahan kya dhund raha hai, maine kaha geeta mein likha hai!!
Teacher: Agar apna character sudharna hai to sab auraton ko MAA kaha karo.
Student: Madam is se mera character to theek rahega, par mere baap ka bigad jayega.
Medical Shayari
When you breathe, you respire!
Wah Wah!
When you breathe, you respire!
Wah Wah!
When you don’t breathe, you expire!
Wah Wah, kya baat hai!
Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla. Dosti ke naam par hauwa nikla. Jo roka karte they humein sharab peene se, aaj unki jeb se pauwa nikla.
Jija: Sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai?
Sali: Jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!
Media: Prince, bahar aa kar acha lag raha hai?
Prince: Kya acha lagega? Andar choclate thi, pastry thi, milk badam tha. Thodi der aur ruk jaate shayad Bipasha bhi aa jati.
Patient to Doc: Aapne nurse bahut achhi rakhi hai, uska haath lagte hi main theek ho gaya.
Doctor: Jaanta hu, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
Baba ji ka mela laga hai haridwar mein. Prashad mein Recharge Coupon diye jayenge. Kisi aur ko mat batana. Ye SMS sirf chuninda bhikhariyon ko bheje ja raha hai
Mom: Beti badi ho kar kya karogi?
Beti: Kuch nahin… Maan banungi, padhungi, shaadi karungi… aur kya?
Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna
Related posts: