Sunoo,,!
“”Hum toot jaen gey”,
“”k Duri seh na paen gey,,
“Judai maar daaley gi,,,
Suno ,,,!
“”Ye Ankhein bojhal hain,
“”Inhein kis tarha behlaein,,
Suno,,,!
“”Hum Soo na paen gey,,
“”Kabhi khush ho na paen gey,,,
“Judai maar daaley gi,,
“Suno,,,!
“”Ye Dil tumhara hai,
“”Na tum bin ab guzara hai,,,
Suno,,,!
“”Kuch waqt do hum ko,
Bana lein Dost iss ghum ko,,
“”Hamein Maalum hai Aakhir,
“JUDAI MAAR DALEY GI” “JUDAI MAAR DALEY GI”,,,,
sahema sahema dara sa raheta hai,
jane kyon ji bhara sa rehta hai,
ek pal uthth hoon,to dekhta hoon,
jal gaya sab jara sa rehta hai.
Sapno se dil lagane ki adat nahi rahi,
Har waqt muskurane ki adat nahi rahi,
Ye soch kr k koi manane nahi aega,
Ab hme rooth jane ki adat nahi rahi..!
Mere Zindagi Mein Shayaad Ya Baat Pheer Na Aaye,
Teray Saat Jhoo Guzra Wo Raat Pheer Na Aaye ,
Khabhe Tha Zaamana Mujhe Koi Guaam Na Tha ,
Teri Baad To Wo Meri Halaat Pheer Na Aaye …
jawani ke din chamkile ho gaye,
aur husn ke tewar nukile ho gaye
hum izhaar karne me thode dhiile ho gaye,
aur unke haath peele ho gaye …
Miss call kea hay!!!
Miss call ik riwayat hai azmany ki
Ek lamha churanay ki
Ek ehsas jagany ki
Ek dastak hay hay un kay der per
Jinko adat hay bhool janay ki!!!!!!!
kai more a ke guzar gaye na bujhi nigah ki tishnigi
kbi tum na moqe se aske kbi hum ne moqa gunwa dia
mre gher ki shama gawa he k kai uljhane rahi rat bhar
kbi yad kia kbi khat likha kbi likh ke khat ko jala dia
Koi ankhon se baat kar leta hai,
Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,
Bada mushkil hota hai jawab dena,
Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.
Wooo Din Baray Haseen Tay Jab Tum Meray Kareeb Tay.Ab Hogayee Judayee Ye Din Meray Naseeb Tay. In the world the very hard work is that for search True Friends.Jis Ko Apnay Dil Ka Haal Sona Sakay. My Yahoo Id is nofear_patan
Shama-e-tamanna jawaan aaj bhi hai
Har hasrat lekin bezuban aaj bhi hai
Manzilon ko nahi naseeb mere kaafile to kya
Rahon pe mere kadmon ke nishaan aaj bhi hain
Related posts: