firaq-e-dida hun main vasl-e-yar baqi ha
Khizan rasida chaman ki bahar baqi ha
hava to kahti hai saqamade bahar-e-chaman
sada-e-guncha-e-vahadat hazar baqi ha.
Buj gaya bhi to kya apne dil ke diya,
Abh na roenge hum roshni ke liye,
Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare,
Dard kai hai bus zindagi ke liye…
Zehno main khayal jal rahe han
sochon ke alav-se lage han
duniya ki girift main hain saye
ham apna wajud dhundate han
Chand ki raton mei sara jahaan sota hai,
Lekin Teri yaadon mei koi badnasib rota hai…
Ummeedon kee shamaa dil mein mat jalanaa,
Iss jahan sy alag duniya mat basanaa,
Aj bus mood me tha tou SMS kr diya,
Pr roz intezar mein palke mat bichanaa!
Dil ko kya ho gaya, khuda jaane
kyon hai aisa udaas kya jaane
keh diya maine haal aur dil apna
usko hum jaane ya khuda jaane…
Sukon dhondta phirta tha me baharon me,
Haseen wadiyon mei, surmaye nazaron me,
Me is talash mein ja phncha chand taron main,
Magar ye mujhe mila Quran k 30 paron mein
Badi mushkil me hu,
mein kaise izhaar karu,
tu to khushbu hain,
tujhe kaise giraftar karu….
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hai,
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hain,
Yaade to dil me rehti hai, Dost mil kar bichad jate hai…
Khilte hai gul yaha, khilke bikherne ko,
Milte hai dil yaha, milke bicharne ko…
Related posts: