Chale gaye door kuch pal k liye.
Door rehkar bhi kareeb ho harpal k liye.
Kaise yaad na aaye ek pal k liye,
Jab dil me ho aap har pal k liye!!
Rota Hua Paida Hua Thha,
Hansna Sikhaya Wo Maan Thhi.
Geele Se Sookhe Men Sulaya,
Ratoon Ko Jaagi Wo Maan Thhi.
der raat jab kisi ki yaad sataye,thandi hawa jab zulfo ko sahlaye,karke aakhein band so jao,kya pata jiska hai khyaal vo khwaabo mein aa jae.
Dil Ki Tanhaiyo Ko Aawaz Bana Lete Hai,
Kabhi Kabi Dhadkan Ko Hi Saaz Bana Lete Hai.
Kapte Hotho Se Jab Nikalti Hai Aawaz,
Kabhi Kabhi Use Sargam Se Saja Lete Hai.
BAAT-BAAT PE JO YU ROOTH JATE HAIN HATH UNSE ANJANE ME CHOOT JATE HAIN KOI UNSE KAHE K BADA NAZUK HAI PYAR KA RISHTA HANSTE -HANSTE BHI DIL TOOT JATE HAIN
Lutera Mila Vo Bhi Tere Jaisa,
Jiske Khilaph Koe Dafa Na Saja.
Dil Kahataa Hai Lut Ta Hi Jaoon,
Tujhse Lutne Men Hai Alag Mazaa.
Zindagi mei kisi ka saath kaafi Hai Haatho mei kisi ka haath kafi hai Dur ho ya paas fark nahi padta Pyar ka to bas ehsaas hi kaafi Hai
Zabra(Zabardasti)ka Zehar Kuch Bhi Ho Main Peeta Nahi,
Main Zamane Ki Sarto Par Jeeta Nahi,
Dekhe Jaate Nahi Hai Mujhse Haare Huye,
Isliye Aabtak Koi Jaang Zeeta Nahi.
Naddan Hai Voh, Hairan Hai Voh,
Khud Apne Hi Sawalon Se, Pareshaan Hai Voh,
Kya Bataun Unhe, Ki Pyar Kya Hota Hai,
Abhi Sacchi Mohabbat Se, Anjaan Hai Voh.
yaad he aapki ke yado me aap ho. khwab he aapke ke khwabo he aapke khwabo me aap ho. nahi jante hum bas etna kah do hum jaan he apki ke aap hamari jaan ho…..
Related posts: